Dukhi Poetry
کہاں سے لاؤں ہر روز اک نیا دل
توڑنے والوں نے تو تماشہ بنا رکھا ہے
Sab K Hote Hue Bhi Tanhai Milti Hai Yaado Mein Bhi Ghum Ki Parchai Milti Hai Jitni Bhi Dua Karte Hain Kisi Ko Panay Ki Utni Hi Ziyada Un Se Bewafai Milti Hai
Kabhi Arsh Per Kabhi Farsh Kabhi Un K Dar Kabhi Darbadar Gham-E-Aashiqi Tera Shukriya Main Kahan Kahan Se Guzar Gye
Jaha par baar baar apni baato Ke safai dene par jaye Woh rishty kabhi gehray nai hote
Janon-e-Ishq se to Khuda bi na bach saka
IQBAL
tarif-e-husne yar me sara quran likh diya.
Waqt guzr gaya aur tu na aya.
Chain o sukoon bichar gya magar
Tu na aya....
Rhy halat yunhi to badl jaon ga main b
Phr shkwa na krna intezar tera nah kia
Ek pal ke liye mujhe door jaane do,
Tere pyar ke nashe me doob jaane do,
Kaabil na raha ab mai tere pyar ka,
Woh ek sapna hi tha…ab toot jaane do
Tere pyar ke nashe me doob jaane do,
Kaabil na raha ab mai tere pyar ka,
Woh ek sapna hi tha…ab toot jaane do
Milege zindagi mein bohat lowg tumhe
par hum jaisa milna mushkil hai
pyar karna toh bada aasaan hai
zindagi bhar nibhaana namumkin hai
par hum jaisa milna mushkil hai
pyar karna toh bada aasaan hai
zindagi bhar nibhaana namumkin hai
Comments
Post a Comment