کہاں سے لاؤں ہر روز اک نیا دل توڑنے والوں نے تو تماشہ بنا رکھا ہے Sab K Hote Hue Bhi Tanhai Milti Hai Yaado Mein Bhi Ghum Ki Parchai Milti Hai Jitni Bhi Dua Karte Hain Kisi Ko Panay Ki Utni Hi Ziyada Un Se Bewafai Milti Hai Kabhi Arsh Per Kabhi Farsh Kabhi Un K Dar Kabhi Darbadar Gham-E-Aashiqi Tera Shukriya Main Kahan Kahan Se Guzar Gye Jaha par baar baar apni baato Ke safai dene par jaye Woh rishty kabhi gehray nai hote Janon-e-Ishq se to Khuda bi na bach saka IQBAL tarif-e-husne yar me sara quran likh diya. Waqt guzr gaya aur tu na aya. Chain o sukoon bichar gya magar Tu na aya.... Rhy halat yunhi to badl jaon ga main b Phr shkwa na krna intezar tera nah kia Ek pal ke liye mujhe door jaane do, Tere pyar ke nashe me doob jaane do, Kaabil na raha ab mai tere pyar ka, Woh ek sapna hi tha…ab toot jaane do Milege zindagi mein bohat lowg tumhe par hum jaisa milna mushkil hai...